टूट कर ज़रा देखो ,
तुम अगर बिखर जाओ ,
बेबसी में घिर जाओ ,
दिल से इक आवाज देना ,
बस मुझे बुला लेना ,
में तुम्हे संभालूँगा ,
ज़िन्दगी में चलने का ,
रास्ता बदलने का ,
इक हुनर सिखा दूंगा,
तुमको होसला दूंगा ,
और जब संभल जाओ ,
रौशनी में ढल जाओ ,
मुझको यूँ सिला देना ,
तुम मुझे भुला देना …............
True feelings of heart by Ankit Rana. poems, shayri. I love to write sometime.
Thursday, July 21, 2011
Monday, July 4, 2011
zinda hun is tarah ki zindgi nahi
zinda hun is tarah ki zindgi nahi,
jalati huwi diya hun magar roshani nahi .
wo muddaten huyi hai kisi se juda huye ,
lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahi .
aane ko aa chuka tha kinaara bhi saamane ,
Khud usake paas meri hi justjoo nahi.
hoton ke paas aaye hansi , kya majaal hai ,
dil ka mamala hai koi dillagi nahi.
ye chand, ye hawa, ye fiza, sab hai mand mand ,
jo tu nahi to in me koi dil-kashi nahi ,

Subscribe to:
Posts (Atom)